Unique latest funny shayari in hindi for friends, funny shayari in hindi on friendship
Read what the role of friendship in our life is? Funny shayari in hindi for friendship or funny shayari in hindi on friendship, we will tell you the importance of these two days in this post. There are some people in our lives without whom even God does not send this earth. Parents, siblings, relatives, we are always in our lives but a person to whom we call friends. They have a very important role in our life. It makes us laugh if we are in any situation. They support us in trouble and their rubbish advice enters our mind very easily. But friends are good, for a good and memorable life.

Na Wafa Ka Jikr Hoga,
Na Wafa Ki Baat Hogi,
Ab Mohabbat Jisse Bhi Hogi,
Raakhi Ke Baad Hogi.

Kadam -Kadam Par Hava Ki Aahat Ka Dhyan Rakhna,
Mushkil Samay Mein Bhi Is Dost Ko Yaad Rakhna,
Hamari Yaadon Ki Khushbu Jaroor Aaegi,
Tum Bas Apni Naak Saaf Rakhana.

Tum Itana Jo Muskura Rahe Ho,
Tum Itana Jo Muskura Rahe Ho,
Kyu Saanso Ki Badbu Phaila Rahe Ho.

Na Vo Inkaarar Karty Hai.
Kambakht Mere Hi Sapne Mein Aakar,
Mere Doston Se Pyaar Karty Hai..
Iss Duniya Mein Lakhon Log Rahte Hain,
Koi Hansta Hai Toh Koi Rota Hai,
Par Sabse Sukhi Wahi Hota Hai,
Jo Shaam Ko Do Peg Maar Ke Sota Hai.
Arj Kiya Hai…
Tere Chehre Par Udasi, Aankhon Mein Nami Hai,
Tere Chehare Par Udasi, Aankhon Mein Nami Hai,
Taata Namak Istemaal Karo,
Kyuki Tum Me Aayodeen Ki Kami Hai.
Zindagi Mein Sadaa Muskurate Raho,
Fasle Kam Karo Dil Se Dil Milate Raho,
Dard Kaisa Bhi Ho Koi Gham Na Karo,
Iodex Kharido Aur Lagate Raho.
Tumhari Shayari Badi Hai Fairy,
Tumhari Shayari Badi Hai Fairy,
Dil Karta Hai Jal Jaaye
Tumhari Shayari Wali Dayari.
Aye Khoobsurat Haseena,
Tu Sirf Sawal Nahi Ek Paheli Hai,
Aur Jispe Hum Line Maarte Hain,
Wo Tu Nahi Teri Saheli Hai.
Dosto Ham Unhen Mud Mudkar Dekhate Rahe,
Aur Vo Hamen Mud Mud Kar Dekhte Rahe,
Vo Hamen, Ham Unhen, Vo Hamen, Ham Unhen,
Kyuki Pareeksha Me Na Unhen Kuch Aata Tha Na Hame
Tere Gham Me Tadap Ke Mar Jayenge,
Mar Gaye To Tera Naam Le Jayenge,
Rishbat Dekar Tujhe Bhi Bulayenge,
Tum Upar Aoge To Sath Baithkar Kurkure Kahayenge.
Arj Kiya Hai…
Khidki Se Jhaank Ke Dekha To Raste Mein Koi Nahin Tha,
Khidki Se Jhaank Ke Dekha To Raste Mein Koi Nahin Tha,
Waah Waah… Phir Raaste Mein Ja Kar Dekha…
To Khidki Par Koi Nahin Tha.
Jab Darwaja Kholne Gaye To Chehre Par Hasi Thi,
Darwaja Khola To Aankhon Me Aansu Dil Me Bebasi Thi,
Jyaada Mat Soch Pagle,
Meri Ungali Darawaje Mei Phansei Thi,
Dosti Buri Ho Toh Use Hone Mat Do,
Agar Ho Gayi Toh Use Khone Mat Do,
Aur Agar Dost Ho Sabse Pyara Toh,
Use Chain Ki Neend Sone Mat Do.
Rang Aur Noor Se Bhari Shaam Ho Aapki,
Chaand Sitaron Se Jyada Shaan Ho Aapki,
Iss Zindgi Mein Bas Ek Hi Aarzoo Hai Humari,
Ki Bandar Se Unchi Chhalaang Ho Aapki.
Ishq Ko Sar Ka Dard Kahne Wale Sunn,
Humne Toh Yeh Dard Apne Sar Le Liya,
Humari Nigahon Se Bachkar Woh Kahan Jayenge,
Humne Unke Mohalle Mein Hi Ghar Le Liya.
Sitaro Me Aap, Hawao Me Aap,
Fizao Me Aap, Baharo Me Aap,
Dhop Me Aap, Chaaon Me Aap,
Sach Hi Suna Hai Ki…
Buri Aatmao Ka Koi Thikana Nahi Hota.
Meethi Meethi Yaadon Ko Palkon Pe Saja Lena,
Saath Guzre Lamhon Ko Dil Mein Basa Lena,
Main To Barason Ka Pyasa Hoon, Faraaz,
Bijli Aa Jaaye To Yaad Se Motar Chala Dena.
Pyar-Mohabbat Ki Bas Itni Si Kahani Hai,
Ik Tuti Huyi Kashti Aur Thhehra Hua Paani Hai,
Ik Phool Jo Kitabo Mein Kahin Dam Tod Chuka Hai,
Kuchh Yaad Nahi Aata Kiski Nishani Hai.
Wo Din Din Nahi, Wo Raat Raat Nahi,
Wo Pal Pal Nahi, Jis Pal Aapki Baat Nahi,
Aapki Yaadon Se Maut Hame Alag Kar Sake,
Maut Ki Bhi Itanee Aukaat Nahi.
Jab Tirchhee Najron Se Unhone Hamko Dekha,
To Ham Madahosh Ho Gaye
Jab Pata Laga Unaki Nazaren Hi Tirachhi Hain
To Ham Behosh Ho Gaye.